Sunday 16 November 2014

ہم سب "فرقے باز مسلمان" دوسرے مسلمان کو "کافر" سمجھتے ہیں

ہم سب "فرقے باز مسلمان" دوسرے مسلمان کو "کافر" سمجھتے ہیں.صرف" کافر" ہم سب کومسلمان سمجھتے ہیں

Agar Maloom hota k ishq itna tarpata hai

Agar Maloom hota k ishq itna tarpata hai
Hum Rishta jornay say pahlay he hath jor Lyte 

ye Sard, tanha Udaas raaten, mera kamra ye tanhai or ye kitaaben

ye Sard, tanha Udaas raaten,
mera kamra
ye tanhai or ye kitaaben..!
.
.
.
Tashreeh:-
Is shair mai poet ka kal paper hey or usay parhty huy mout par rhe ha!

Us nay jab say Kaha kon ho tum?

Us nay jab say Kaha kon ho tum??
tab say pata nhi kon hun main

Jo Nhi tha Ishq To Boll Dyte

Jo Nhi tha Ishq To Boll Dyte,,
Aukat Dikhane ki zarorat kia thi ..

'zabar' na bun 'zair' bun Mohsin

'zabar' na bun 'zair' bun Mohsin ,,
kal ko 'peesh' bhi hona hay

Karte hain meri khamiyo ka tazkira is tarha

Karte hain meri khamiyo ka tazkira is tarha ...
Log apne Amal mein farishte ho jese